Love Poetry
hum bhula na sakey unn masoom aankhon ki khubsurati ko,
log himat waley hain jo har roz naya mehboob mana letey hain..
---------------------------------------------------------------------------------
sach hi kaha tha merey ustaad ney mujhey bohat naalaiq hun main,
poori raat guzar jati hai IK hi shakhs ko yaad kartey kartey.
---------------------------------------------------------------------------------
mein apmi dosti ko shehar mai ruswa nahi karta
muhabbat bhi karta hu magar charcha nahi karta..
---------------------------------------------------------------------------------
himat nahi ha k dastan-e-zindagi suna sakey
muktassar suno jiss ney b dill tora jee bhar k tora..
---------------------------------------------------------------------------------
Tanha chor k janey waley subb bewafa nahi hotey
kuch log itney majboor hotey hain k khud sey bhi wafai nahi kartey
---------------------------------------------------------------------------------
Door rehney waaley tere liye Ik mashwara hai
kabhi hamara khayal aaye to apna khayal rakhna..
---------------------------------------------------------------------------------
Ya to unn ka tazkira kary har koi
ya koi hum say ghftgu na kary...

Oldest Post Newer Post

Ajeeb c badshahi hai hamari muhabbat mai
Na wo qaid ho sakki na mai azaad ho saka..
---------------------------------------------------------------------------------
Chup chaap rehtay ho aaj kal kiya hoa tumhain
hamari koi baat dill pay lagi ya dil hi kisi orr say laga bethay ho..
---------------------------------------------------------------------------------
Zaman wafadaar nahi to kya huwa
dhokay baaz bhi to aksar apnay hi nikaltay hain
---------------------------------------------------------------------------------
Sara din lagta hai khud ko sametnay main
phrr raat ko yaadon ki hawa hum ko bakhairr deti hai..
---------------------------------------------------------------------------------
kabi to kehtay thay tumhaari khaatirr jaan day day gay
aaj kehtay ain mera haath chorr do meri Izzat ka masla hai..
---------------------------------------------------------------------------------
Aaj ussay dekhay bina Ek arsa beet gya
jisay dekhay bina Ek pall nahi guzarta tha...
---------------------------------------------------------------------------------
Aib bohatt hain muj mai magar Ek baat kahu'n
kisi say taaluk kabhi matlab kay liye nahi rakha
---------------------------------------------------------------------------------
Itna be bass mujay meray mukaddar nay krr diya hai
bin tere hum jee nahi saktey orr sath tere koi jeenay nahi deta..
---------------------------------------------------------------------------------
Oldest Post Newer Post
No comments:
Post a Comment