SIL

Serving For Free Education

Poetry 2

Poetry 2


Inteha-e-Berukhi kay Qareeney mein
kaash hum bhi aap prr gaye hotey...
-------------------------------------------------------------------------
So gaye jis jagha bhi Raat aaye
be'gharon kay bohat thikaaney hain....
-------------------------------------------------------------------------
Wafa sharasat nahi phirr bhi bewafa ki tarha
wo mill rahey hain adakaar ki tarha.......
-------------------------------------------------------------------------
Jaanta hai kay toot jaaye ga
Dill Phirr bhi aitbaar karta hai.....
-------------------------------------------------------------------------
Bheer itani to na thi Shehar kay baazaron main
Dhoondaney waley tu ney kuch dair toh dhunda hota.....
-------------------------------------------------------------------------
Besaba Kyu tu zamaaney sey gila karta hai
itna dukh to muhabbat main chala karta hai.....
-------------------------------------------------------------------------

Oldest Post

No comments:

Post a Comment